Self study ke liye jaruri h. Apna kud ka time table Continuity (regularly schedule) Padai m ruchi Study ke anukul vatavarn Exam ke anusar taiyari kre Daily target Self study karne ke liye aap ko sabse pahle aapna ek time table taiyar krna hoga or time table bhi aisa hona chahiye jiske anusar aap pad sake Time table bnane ke bad aap ko continuity rakhni hogi yani aap ko daily padai karni chahiye jaise 5 ,6,7,8 gante jitne bhi padte ho utne daily padne hone chahiye Padai m ruchi bnaye yani jo bhi subject aap padte ho usme aap ka lagav hona chahiye man ke istar rakh kar padai karni chahiye Har din ka ek target hona chahiye ki is din yeh padna h vo pura padna chahiye yani yeh topic padna h vo pura complete karna chahiye Study karte waqt ek sant vatavarn hona chahiye jais se aap ko dustpans na ho Study hemesa table kursi par bait ke karni chahiye is se aap ka pura dhyan study pr hoga Study m 1 gante ka rutin bna le jis ke bad aap pani paisab kar le ya apna koi or work kr le jaise kisi se ba...
Comments
Post a Comment